most commonly heard in engineering college daaru parties
1. Tu to Mera bhai hai...
2.You know i am not drunk...
3. Gaadi mai Chalaunga...
5. Tu bura mat manana bhai...
6. Mai teri Dil Se Izzat Karta hu...
7. Abe bol daal aaj usko, aar yaa paar....
8. Aaj saali Chad nahi rahi hai kya bat hai...
9. Tu Kya samajh raha hai mujhe chad gayi hai...
10. Ye mat samajh ki piye me bol raha hu...
11.Abe yaar kahin kam to nahi padegi itnee...
12. Chhote, Ek Ek Chhota aur ho Jae...
13. Baap ko mat Sikha.
14. Yaar magar tune mera dil tod diya...
15. Kuchh bhi hai par saala Bhai hai Apna...
16. Tu Bolna Bhai, kya chahiye...Jaan chahiye hazir hai ???
17.Abe mere ko aaj tak nahi Chadee...shart laga saala aaj tu..
18. Chal teri baat karata hoon usse, phone number de uska...
19 . Yaar aaj uski bahut yaad aa rahi hai..
20. Abe sabne finish kar li tu kya kar raha hai chal khaali kar esko.
21. Abe jaldi kaahe ki abhi raat apni hai aur kal chutti hai.
Thursday, September 3, 2009
Subscribe to:
Posts (Atom)
.jpg)